Karaoke Qaraar by Shreya Ghoshal — sing along with lyrics on Singa

Qaraar Karaoke

Shreya Ghoshal

LyricsQaraar

HMM HMM HMM HMM

HMM HMM HMM HMM

AA AA AA AA

AA AA AA AA

WOH JO HUM MEIN TUM MEIN

QARAAR THA

TUMHEIN YAAD HO KE NA YAAD HO

WOH JO HUM MEIN TUM MEIN

QARAAR THA

TUMHEIN YAAD HO KE NA YAAD HO

WOHI YANI WAADA NIBAAH KA

TUMHEIN YAAD HO KE NA YAAD HO

WOH JO HUM MEIN TUM MEIN

QARAAR THA

TUMHEIN YAAD HO KE NA YAAD HO

KOI BAAT AISI AGAR HUYI

JO TUMHARE JEE KO BURI LAGE

KOI BAAT AISI AGAR HUYI

JO TUMHARE JEE KO BURI LAGE

TO BAYAAN SE PEHLE HI BHOOLNA

TO BAYAAN SE PEHLE HI BHOOLNA

TUMHEIN YAAD HO KE NA YAAD HO

WOH JO HUM MEIN TUM MEIN

QARAAR THA

TUMHEIN YAAD HO KE NA YAAD HO

JISE AAP GINTE THE AASHNA

JISE AAP KEHTE THE BAWAFA

MAIN WOHI HOON MOMIN E MUBTALA

MAIN WOHI HOON MOMIN E MUBTALA

TUMHEIN YAAD HO KE NA YAAD HO

WOH JO HUM MEIN TUM MEIN

QARAAR THA

TUMHEIN YAAD HO KE NA YAAD HO

HMM HMM HMM HMM

HMM HMM HMM HMM

AA AA AA AA

AA AA AA AA

Composer
Sanjay Leela Bhansali
Lyrics
Momin Khan Momin