Shiqaayatein
mitaane lagi
subah bedaag hai
subah bedaag hai
Jo barf ko
galaane lagi
kahin to aag hai
kahin to aag hai
Naa udne ki
iss dafaa thaani
parindo ne bhi
wafaa jaani
Andhere ko baahon
mein leke
ujaale ne ghar
basaaya hai
Churaya tha
jo chukaya hai
Shikayatein mitaane lagi
subah bedag hai
jo barf ko galane lagi
Ek jeet tu hai
Ek haar main hoon
haar jeet jode
jo taar main hoon
Ek jeet tu hai
Ek haar main hoon
Bataayein bin
galtiyaan ginaayein
sitaare jab bhi
sadaa sunaayein
Luteroon ko baghban
banaayein
naseebon ki baat hai
naseebon ki baat hai
Zameer ki
kahaani hai yeh
yehi bairaag hai
yehi bairaag hai
Shikayatein mitaane lagi
Naa udne ki
iss dafaa thaani
parindo ne bhi
wafaa jaani
Andhere ko
baahon mein leke
ujaale ne ghar
basaaya hai
Churaya tha jo
chukaaya hai
Shiqayatein mitaane lagi
subah bedaag hai
Subah bedaag hai!
