Karaoke Humri Atariya by Dedh Ishqiya — sing along with lyrics on Singa

Humri Atariya Karaoke

Dedh Ishqiya

LyricsHumri Atariya

Saj ke sajaaye baithi

saazinde bulaaye baithi

kahaan gum hua anjaanaa

Aale aale diye bhi

jalaye re jalaye na

atariya pe aaya

parwan...a

Kaun sautan haaye

barmaaye re

hamari atariya pe

aaja re sanwariya

dekha-dekhi

tanik hoi jaaye

Hamari atariya pe

aaja re sanwariya

dekha-dekhi

tanik hoi jaaye

Hamari atariya pe

Kiwadiya se lag ke piya

kare jhaanka jhaanki

bahut kaudi phenke piya

udaave jahaan ki

Kiwadiya se lag ke piya

kare jhaanka jhaanki

bahut kaudi phenke piya

udaave jahaan ki

kasam deve jaan ki

Aaja gilauri

khilai doon kimaami

laali pe laali

tanik hui jaaye

Aaja gilauri

khilai doon kimaami

laali pe laali

tanik hui jaaye

hamari atariya pe

Padosan ke gharva jaiho

jaiho na sawariya

sautan sapoli mori

kaate jeheriya

jeheri najariya

Aaja atariya pe

pilai doon angoori

jora-jori

tanik hui jaaye

Hamari atariya pe

pilai doon angori

jora-jori

tanik hui jaaye

Hamari atariya pe

aaja re sanwariya

dekha-dekhi

tanik hoi jaaye

Hamari atariya pe

saajne lagaaye baithi

chuttiya ghumaaye baithi

kahan gum hua anjaana

Copyright owner
Copyright Control, Eros Music Publishing Ltd