Yeah oh what a look
what a grace
tenu hi karaan main chase
what a naksh what a nain
dil tera ho gaya fan
What a smile
What a style
lutÂ’ti neendo ki ye file
kabhi soft, kabhi rude
kitna tera attitude
Tere liye hi to signal
tod-taad ke
aaya Dilliwali girlfriend
chhod-chhaad ke
Ho tere liye hi to signal
tod-taad ke
aaya Dilliwali girlfriend
chhod-chhaad ke
Ho teri aankh da
ishaara mujhe fraud lage
tu to majnu aawara
by God lage
Ho kasmein waade kha ke
apni pocket money
bachaa ke
aaya tere liye paise-vaise
jod-jaad ke
Ghar waalon ko bhi
bye-shaay bol-baal ke
aaya Dilliwali girlfriend
chhod-chhaad ke
Tere liye hi to signal
tod-taad ke
aaya Dilliwali girlfriend
chhod-chhaad ke
Teri gali mein bhi aana
start kar diya
ek tere naam apna
heart kar diya
Karne laga aankh matakka
to aashiq ban gaya pakka
Aaj abhi maine tera
boycot kar diya
Teri saari harkat
main to note karoon
tujhe thaane mein le ja
ke main report karoon
Tu na kar aisi fight
Tera mood karoon
main light
tujhe scene mein
dikha ke film golmaal ke
Naam tera hi likhaaya
maine wedding card pe
aaya Dilliwali girlfriend
chhod-chhaad ke
Tere liye hi to signal
tod-taad ke
aaya Dilliwali girlfriend
chhod-chhaad ke
Yeh to ishq mein dekho
badtameez ho gaya
bina baat ke hi mujh pe
ye freeze ho gaya
Refuse kiya sau baari
phir bhi karna chahe yaari
Passion tere liye mera
increase ho gaya
Tu hi day lage
mujhe meri night lage
mujhe future mera
tere sang bright lage
Tujh se bhi zyada shona
koi handsome munda hona
leke jayega sone mein
tol tal ke oye
O tere liye aaj gaddi
main toh mod-maad ke
aaya Dilliwali girlfriend
chhod-chaad ke
Chal jhutta mere
liye signal tod-taad ke
aaya Dilliwali girlfriend
chhod-chhad ke
Ghar waalon ko bhi
bye-shye bol baal ke
aaya Dilliwali girlfriend
chhod-chhad ke
Tere liye hi toh signal
tod-taad ke
aaya Dilliwali girlfriend
chhod-chhad ke
O what a look
what a grace
tenu hi karaan main chase
what a naksh, what a nain
dil tera ho gaya fan
What a smile
What a style
lutÂ’ti neendo ki ye file
kabhi soft, kabhi rude
killer tera attitude










