Hey surma lagaa ke
Latein uljha ke
Haath jiya
pe mal-mal
Tere chhajje ke
niche khade hain
Phans gaye
jaise dal-dal
Tere chhajje ke
niche hi khade hain
Phans gaye
jaise dal-dal
Gulabo
zara itr gira do
Gulabo
zara itr gira do
Hey naino ka nishana
mujh pe laga ke
Goli chalai
dhaayein dhaayein
Jhootha fasaana
mujhko suna ke
Jaal bichhaya
why why
Jhootha fasaana
mujhko suna ke
Jaal bichhaya
why why
Gulabo
Gulabo
zara itr gira do
Tauba tauba tu
to mitha sa murabba
Tauba tauba tu to
shehad ka dabba
Bhen ki takki oye
Wow so lucky oye
Sab ki dain aur
tu bole dhabba
Cocktail menu
me bas tera naam
Poster chhap
gaye nikle
Abki baar
Teri sarkaar
Chipak chipak let's
kiss you pooh
in the car
Chal nawabi
haal sharabi
Thutt nashe mein
choor choor yun hi
Honth lag ja
ghatt se pi
loon haan
Oye patakha
kar dhamaka
Bekhabar yoon
ghoom ghoom rahi
Mere sang tu
jal zara si haan
Gulaabo
zara gandh
phaila do
Gulaabo
zara gandh
phaila do
Surma lagaa ke
Latein uljha ke
Haath jiya
pe mal-mal
Tere chhajje ke
niche hi khade hain
Phans gaye
jaise dal-dal
O tere chhajje ke
niche hi khade hain
Phans gaye
jaise dal-dal
Gulaabo
zara gandh
phaila do
Gulaabo
zara gandh
phaila do
