Karaoke Humsafar by Akhil Sachdeva — sing along with lyrics on Singa

Humsafar Karaoke

Akhil Sachdeva

LyricsHumsafar

Sun zaalima mere

Saanu koi dar na

Ki samjhega zamaana

Tu vi si kamli

Main vi sa kamla

Ishqe da rog sayana

Ishqe da rog sayana

Sun mere humsafar

Kya tujhe itni

si bhi khabar

Sun mere humsafar

Kya tujhe itni si

bhi khabar

Ki teri saansein

chalti jidhar

Rahunga bas

wahin umrr bhar

Rahunga bas wahin

umrr bhar haaye

Jitni haseen ye

mulakatein hain

Unse bhi pyari

teri baatein hain

Baaton mein teri jo

kho jaate hain

Aaun na hosh mein

main kabhi

Baahon mein hai teri

zindagi haaye

Sun mere humsafar

Kya tujhe itni

si bhi khabar

Zaalima tere

ishq 'ch main

Ho gayi aa kamli haaye

Main toh yun khada

Kis soch mein

pada tha

Kaise jee raha

tha main deewana

Chhup ke se

aake tune

Dil mein samaa

ke tune

Chhed diya kaisa

ye fasaana

O muskurana bhi

tujhi se seekha hai

Dil lagane ka tu

hi tareeka hai

Aitbaar bhi tujhi

se hota hai

Aaun na hosh mein

main kabhi

Baahon mein hai teri

zindagi haaye

Hai nahi tha pata

Ke tujhe maan

lunga Khuda

Ki teri galiyon

mein iss qadar

Aaunga ab

har pehar

Sun mere humsafar

Kya tujhe itni

si bhi khabar

Ki teri saansein

chalti jidhar

Rahunga bas

wahin umrr bhar

Rahunga bas wahin

umrr bhar haaye

Zaalima tere

ishq 'ch main

Year
2017
Language
Hindi
Genre
Bollywood
Length
4:28
Composer
Akhil Sachdeva
Lyrics
Akhil Sachdeva
Publisher
Super Cassettes Industries Ltd