Karaoke Main Yahan Hoon Yahan av Udit Narayan, Veer Zara — sjung med på texten på Singa

Main Yahan Hoon Yahan Karaoke

Veer Zara, Udit Narayan

LÃ¥ttextMain Yahan Hoon Yahan

JAANAM DEKH LO

MIT GAYI DOORIYAAN

MAIN YAHAN HOON

YAHAN HOON YAHAN HOON YAHAN

JAANAM DEKH LO

MIT GAYI DOORIYAAN

MAIN YAHAN HOON

YAHAN HOON YAHAN HOON YAHAN

JAANAM DEKH LO

MIT GAYI DOORIYAAN

MAIN YAHAN HOON

YAHAN HOON YAHAN HOON YAHAN

KAISI SARHADEIN KAISI MAJBOORIYAAN

MAIN YAHAN HOON

YAHAN HOON YAHAN HOON YAHAN

TUM CHHUPA NA SAKOGI

MAIN WO RAAZ HOON

TUM BHOOLA NA SAKOGI

WO ANDAAZ HOON

GOONJTA HOON JO DIL MEIN

TO HAIRAAN HO KYUN

MAIN TUMHAARE HI DIL KI TO AWAAZ HOON

SUN SAKO TO SUNO DHADKANON KI ZUBAAN

MAIN YAHAN HOON

YAHAN HOON YAHAN HOON YAHAN

KAISI SARHADEIN KAISI MAJBOORIYAAN

MAIN YAHAN HOON

YAHAN HOON YAHAN HOON YAHAN

MAIN HI MAIN AB TUMHAARE

KHAYALON MEIN HOON

MAIN JAWABON MEIN HOON

MAIN SAWAALON MEIN HOON

MAIN TUMHARE HAR EK KHWAAB

MEIN HOON BASA

MAIN TUMHAARI NAZAR

KE UJAALON MEIN HOON

DEKHTI HO MUJHE DEKHTI HO JAHAN

MAIN YAHAN HOON

YAHAN HOON YAHAN HOON YAHAN

JAANAM DEKH LO

MIT GAYI DOORIYAAN

MAIN YAHAN HOON

YAHAN HOON YAHAN HOON YAHAN

KAISI SARHADEIN KAISI MAJBOORIYAAN

MAIN YAHAN HOON

YAHAN HOON YAHAN HOON YAHAN

Ã…r
2004
Språk
hindi
Genre
Bollywood
Längd
4:44
Komposition
Madan Mohan
LÃ¥ttext
Javed Akhtar
Utgivare
Yash Raj Films