Karaoke Kaun Mera av Sunidhi Chauhan — sjung med på texten på Singa

Kaun Mera Karaoke

Sunidhi Chauhan

LåttextKaun Mera

Kaun mera

mera kya tu laage

Kyun tu baandhe

man se man ke dhaage

Bas chale naa kyun

mera tere aage

kaun mera

mera kya tu laage

Kyun tu baandhe

man se man ke dhaage

Chhod kar na tu kahin bhi

door ab jaana

tujhko kasam hai

Saath rehna jo bhi hai tu

jhooth ya sach hai

ya bharam hai

Apna banaane ka jatan

kar hi chuke ab to

baiyan pakad kar aaj chal

main du bata sabko

Kaun mera

mera kya tu laage

Kyun tu baandhe

man se man ke dhaage

Bas chale naa kyun

mera tere aage

kaun mera

mera kya tu laage

Komposition
Irshad Kamil
Låttext
M. M. Kreem, Irshad Kamil
Utgivare
Universal Music Publishing Mgb Scandinavia Ab