Karaoke Aaj Ki Raat av Divya Kumar, Madhubanti Bagchi, Sachin Jigar, Stree 2 — sjung med på texten på Singa
Låten har två eller fler sångare

LåttextAaj Ki Raat

Thodi fursat bhi

meri jaan kabhi

Baahon ko deejiye

Thodi fursat bhi

meri jaan kabhi

Baahon ko deejiye

Aaj ki raat maza

husn ka

Aankhon se leejiye

Aaj ki raat maza

husn ka

Aankhon se leejiye

Waqt barbaad na

bin baat ki

Baaton mein keejiye

Waqt barbaad na

bin baat ki

Baaton mein keejiye

Aaj ki raat maza

husn ka

Aankhon se leejiye

Aaj ki raat maza

husn ka

Aankhon se leejiye

Jaan ki qurbaani

Le le dilbar jaani

Tabaahi pakki hai

Aag tu main paani

Jaan ki qurbaani

Le le dilbar jaani

Tabaahi pakki hai

Aag tu main paani

Mere mehboob

samajhiye zara

Mauqe ki nazaakat

Mere mehboob

samajhiye zara

Mauqe ki nazaakat

Ke khareedi nahin

jaa sakti

Haseenon ki ijaazat

Ke khareedi nahin

jaa sakti

Haseenon ki ijaazat

Naaz itna

Meri jaan

Naaz itna bhi nahin

Khokhle vaadon

pe keejiye

Aaj ki raat maza

husn ka

Aankhon se leejiye

Aaj ki raat maza

husn ka

Aankhon se leejiye

Jaan ki qurbaani

Le le dilbar jaani

Tabaahi pakki hai

Aag tu main paani

Jaan ki qurbaani

Le le dilbar jaani

Tabaahi pakki hai

Aag tu main paani

År
2024
Språk
hindi
Genre
Bollywood
Längd
3:41
Versioner
Duett
Komposition
Justin Varghese, Sachin–Jigar
Låttext
Madhubanti Bagchi
Utgivare
Saregama India Limited