Tujhse mohabbat
ho gayi
Allah maaf kare
Tauba Qayamat
ho gayi
Allah maaf kare
Ohh
Tujhse mohabbat
ho gayi
Allah maaf kare
Tauba qayamat
ho gayi
Allah maaf kare
Dekha tujhe toh
saansein ruk gayi
Sajde mein yeh
aankhien jhuk gayi
Teri ibadat ho gayi
Allah maaf kare
Tujhse mohabbat
ho gayi
Allah maaf kare
Tauba qayamat
ho gayi
Allah maaf kare
Yeh din jawani
ke dil ki kahani ke
Aise bitata
hoon main
Tere khayaalon main
Apne sawaalon main
Uljha sa jaata
hoon main
Ho ladte ladte
aankhien lad gayi
Dil ki baatien
aage badh gayi
Thodi shararat
ho gayi
Allah maaf kare
Meri toh sudh-budh
kho gayi
Allah maaf kare
Tujhse mohabbat
ho gayi Allah
Maana zamaana
yeh deta hai taana
Yeh thoda awaara
hoon mein
Jo bhi hoon jaisa hoon
Aisa ya waisa hoon
Abb toh tumhara
hoon main
Ho aate jaate
dekhoon tujhko
Jaane hua hai yeh
kya mujhko
Sabse baghawat
ho gayi
Allah maaf kare
Saari sharafat
kho gayi
Allah maaf kare
Tujhse mohabbat
ho gayi Allah
Tujhse mohabbat
ho gayi
Allah maaf kare
Tauba qayamat
ho gayi
Allah maaf kare
