Karaoke Gham Ka Khazana Tera Bhi Hai Mera Bhi av Jagjit Singh, Lata Mangeshkar — sjung med på texten på Singa

Gham Ka Khazana Tera Bhi Hai Mera Bhi Karaoke

Lata Mangeshkar, Jagjit Singh
Låten har två eller fler sångare

LÃ¥ttextGham Ka Khazana Tera Bhi Hai Mera Bhi

Gham ka khazana

tera bhi hai mera bhi

Gham ka khazana

tera bhi hai mera bhi

Yeh nazarana

tera bhi hai mera bhi

Apne gham ko geet

bana kar gaa lena

Apne gham ko geet

bana kar gaa lena

Raag puraana tera

bhi hai mera bhi

Raag puraana tera

bhi hai mera bhi

Gham ka khazana

tera bhi hai mera bhi

Tu mujhko aur main

tujhko samjhaaoon kya

Tu mujhko aur main

tujhko samjhaaoon kya

Dil deewana tera

bhi hai mera bhi

Dil deewana tera

bhi hai mera bhi

Gham ka khazana

tera bhi hai mera bhi

Shahar mein galiyon

galiyon jiska charcha

hai

Shahar mein galiyon

galiyon jiska charcha

hai

Woh afsaana tera

bhi hai mera bhi

Maikhane ki baat

na kar waiz mujhse

Maikhane ki baat

na kar waiz mujhse

Aana jaana tera

bhi hai mera bhi

Gham ka khazana

tera bhi hai mera bhi

Yeh nazarana tera

bhi hai mera bhi

Gham ka khazana tera

bhi hai mera bhi

Ã…r
1991
Språk
hindi
Genre
Bollywood
Längd
5:24
Versioner
Duett
Komposition
Shahid Kabir, Jagjit SIngh
LÃ¥ttext
Chitra Singh, Shahid Kabir, Jagjit SIngh
Utgivare
Bmg Rights Management (scandinavia) Ab