Ye dard bhara
afsaana sunle
Anjaan zamaana
zamaana
Main hoon
Ek paagal premi
Mera dard na
koyi jaana
Main hoon
ek paagal premi
Mera dard na
koyi jaana
Koi bhi waada
yaad na aaya
Koi kasam bhi
yaad na aayi
Meri duhaayi
sun le khudaai
Mere sanam
ne ki bewafai
Dil toot gaya
Deewana sunle
Anjaan
zamaana zamaana
Main hoon
Ek paagal premi
Mera dard
na koyi jaana
Main hoon
ek paagal premi
Mera dard
na koyi jaana
Yaaden puraani
Aane lagi kyaa
Ankhen jhukaali
Kyaa dil me aaya
Dekho nazaara
dilbar hamaara
kaise hamaari
mahfil me aaya
Hai saath koi
Begaana
Sunle anjaan
zamaana zamaana
Main hoon
Ek paagal premi
Mera dard
na koyi jaana
Main hoon
Ek paagal premi
Mera dard
na koyi jaana
