Hmmm Hmmm
Ahhhh Ahhhh
Hmmm Hmmm
Hmmm Hmmm
Ahhhh Ahhhh
Hmmm Hmmm
Chamakte chand ko
Chamakte chand ko
toota hua
tara bana daala
Chamakte chand ko
toota hua
tara bana daala
Meri aawargi ne
mujhko aawaara
bana daala
Chamakte chand ko
toota hua
tara bana daala
Hmmm Hmmm
Ahhhh Ahhhh
Hmmm Hmmm
Bada dilkash
bada rangeen hai ye
sheher kehte hai
Bada dilkash
bada rangeen hai ye
sheher kehte hai
Yaha par hai
hazaro ghar,
gharo me log rehte hai
Mujhe is sheher ne
galio ka banjara
bana daala
Chamakte chand ko
toota hua
tara bana daala
Mai is duniya
ko aksar dekh
kar hairaan hota hu
Mai is duniya
ko aksar dekh
kar hairaan hota hu
Na mujh se ban
saka chota sa
ghar, din raat rota hu
Khudaya tune kaise
ye jaha saara
bana daala
Chamakte chand ko
toota hua
tara bana daala
Mere malik
mera dil kyu tadapta
hai sulagta hai
Mere malik
mera dil kyu tadapta
hai sulagta hai
Teri marzi
teri marzi pe kiska
zor chalta hai
Kisi ko gul kisi
ko tune angaara
bana daala
Chamakte chand ko
toota hua
tara bana daala
Hmmm Hmmm
Ahhhh Ahhhh
Hmmm Hmmm
Yahi aagaaz tha mera
yahi anjaam hona tha
Yahi aagaaz tha mera
yahi anjaam hona tha
Mujhe barbaad
hona tha
mujhe nakaam
hona tha
Mujhe taqdeer ne
taqdeer ka maara
bana daala
Chamakte chand ko
toota hua
tara bana daala
Chamakte chand ko
toota hua
tara bana daala
Meri aawargi ne
mujhko aawaara
bana daala
Chamakte chand ko
toota hua
tara bana daala
Hmmm Hmmm
Ahhhh Ahhhh
Hmmm Hmmm
Hmmm Hmmm
Ahhhh Ahhhh
Hmmm Hmmm
