Karaoke Dhak Dhak Karne Laga av Anuradha Paudwal, Udit Narayan — sjung med på texten på Singa

Dhak Dhak Karne Laga Karaoke

Anuradha PaudwalUdit Narayan

LåttextDhak Dhak Karne Laga

Aauch!

Ho dhak dhak karne laga

Ho mora jiyara

darrne laga

Dhak dhak karne laga

ho mora jiyara

darrne laga

Saiyyan baiyyan chhodna

kacchi kaliyaan tod naa

Tu hai meri dilruba

kya lagti hai wah re wah

Dhak dhak karne laga

Dhak dhak karne laga

Ho mora jiyara

darrne lag....a

Apna kaha jo piya

tune mujhe

main meethe meethe

sapne sajaane lagi

Dekha mere raja jab

maine tujhe

meri soyi soyi

dhadkan gaane lagi

Jaadu tera chhaane laga

meri nas nas me

samaane lagi

Khud ko main

bhulaane lagi

tujhe saanso

mein basaane lagi

Rishta ab yeh rishta

saathi tootega naa

tode kabhi

ha aha ha!

Dil se dil mill gaya

tujhse aati mujhe haya

Dhak dhak karne laga

Dhak dhak karne laga

Ho mora jiyara

darrne lag....a

Dhak dhak

Dhak dhak

Uljhi hai kaali

kaali lat meri

zara in zulfon ko

suljha toh de

Itni bhi kya

hai jaldi tujhe

ghadi apne milan

ki tu aane toh de

Aise naa bahaane bana

mere raja ab toh

baahon me aa

Aise naa nigaahein mila

Koi dekhega

toh sochega kya

Masti chhayi hai masti

aake lag jaa gale se abhi

ha ha ah

Dhak dhak karne laga

ho mora jiyara

darrne laga

Dhak dhak karne laga

ho mora jiyara

darrne laga

Saiyyan baiyyan chhodna

kacchi kaliyaan tod naa

Tu hai meri dilruba

kya lagti hai wah re wah

Dhak dhak karne laga

ho mora jiyara

darrne laga

Ho dil se dil mill gaya

mujhse kaisi ye hayaa

Dhak dhak karne laga

mora jiyara darrne laga

Dhak dhak karne laga

mora jiyara darrne laga

Komposition
Milind Chitragupta Shrivastava, Anand Chitragupta Shrivastava
Låttext
Sameer
Utgivare
Universal Music Publishing Mgb Scandinavia Ab