Kya kabhi savera
ha ha
laata hai andhera
ha ha
Sookhi siyahi
deti hai gawaahi
Sadiyon puraani
aisi ik kahaani
reh gayi, reh gayi
Ankahee
Ankahee
Kya kabhi savera
ha ha
laata hai andhera
ha ha
Sookhi siyahi
deti hai gawaahi
Sadiyon puraani
aisi ik kahaani
reh gayi, reh gayi
Ankahee
Ankahee
Kya kabhi
bahaar bhi
peshgi laati hai
aane wale patjhar ki
O.. baarishein naaraazagi
bhi jataa jaati hain
kabhi kabhi ambar k...i
Patte jo shaakhon
se toote
bewajah toh
nahin roothe
hain sabhi
Khwabon ka jharokha
ha ha
sach tha ya dhokha
ha ha
Maatha sehla k...e
nindiya churaai
Sadiyon puraani
aisi ik kahaani
reh gayi, reh gayi
Ankahee
O Ankahee








