JO BAAT TUJH MEIN HAI
TERI TASVEER MEIN NAHIN
TASVEER MEIN NAHIN
JO BAAT TUJH MEIN HAI
RANGON MEIN TERA AKS DHALA
TU NA DHAL SAKI
SAANSON KI AANCH
JISM KI KHUSHBOO NA DHAL SAKI
TUJH MEIN
TUJH MEIN JO LOCH HAI MERI
TEHREER MEIN NAHIN
TEHREER MEIN NAHIN
JO BAAT TUJH MEIN HAI
TERI TASVEER MEIN NAHIN
TASVEER MEIN NAHIN
BEJAAN HUSN MEIN KAHAN
RAFTAAR KI ADA
INKAAR KI ADA HAI
NA IQRAAR KI ADA
KOI KOI LACHAK BHI ZULFEIN
GIRAH GEER MEIN NAHIN
GIRAH GEER MEIN NAHIN
JO BAAT TUJH MEIN HAI
TERI TASVEER MEIN NAHIN
TASVEER MEIN NAHIN
DUNIYA MEIN KOI CHEEZ NAHIN
HAI TERI TARAH
PHIR EK BAAR SAMNE AAJA
KISI TARAH
KYA AUR
KYA AUR EK JHALAK MERI
TAQDEER MEIN NAHIN
TAQDEER MEIN NAHIN
JO BAAT TUJH MEIN HAI
TERI TASVEER MEIN NAHIN
TASVEER MEIN NAHIN
JO BAAT TUJH MEIN HAI
