Karaoke Baharon Phool Barsao by Mohammed Rafi, Suraj — sing along with lyrics on Singa

Baharon Phool Barsao Karaoke

Suraj, Mohammed Rafi

More from Suraj

LyricsBaharon Phool Barsao

BAHAARON PHOOL BARSAAO

MERA MEHBOOB AAYA HAI

MERA MEHBOOB AAYA HAI

BAHAARON PHOOL BARSAAO

MERA MEHBOOB AAYA HAI

MERA MEHBOOB AAYA HAI

HAWAAON RAAGINI GAAO

MERA MEHBOOB AAYA HAI

MERA MEHBOOB AAYA HAI...

O LAALI PHOOL KI MEHNDI

LAGA IN GORE HAATHON MEIN

UTAR AA AE GHATA KAAJAL

LAGA IN PYAARI AANKHON MEIN

SITAARON MAANG BHAR JAAO

MERA MEHBOOB AAYA HAI

MERA MEHBOOB AAYA HAI

BAHAARON PHOOL BARSAAO

MERA MEHBOOB AAYA HAI

MERA MEHBOOB AAYA HAI

NAZAARON HAR TARAF AB TAAN

DO EK NOOR KI CHAADAR

BADA SHARMILA DILBAR HAI

CHALA JAAYE NA SHARMAAKAR

ZARA TUM DIL KO BEHLAAO

MERA MEHBOOB AAYA HAI

MERA MEHBOOB AAYA HAI

BAHAARON PHOOL BARSAAO

MERA MEHBOOB AAYA HAI

MERA MEHBOOB AAYA HAI

SAJAAYI HAI

JAWAAN KALIYON NE

AB YEH SEJ ULFAT KI

INHE MAALOOM THA AAYEGI

EK DIN RUTH MOHABBAT KI

FIZAAON RANG BIKHRAAO

MERA MEHBOOB AAYA HAI

MERA MEHBOOB AAYA HAI

BAHAARON PHOOL BARSAAO

MERA MEHBOOB AAYA HAI

MERA MEHBOOB AAYA HAI...

Year
1967
Language
Hindi
Genre
Bollywood
Length
4:18
Composer
Hasrat Jaipuri, Panchal Jaikishan, R S Shankar Singh, Shankar Jaikishan
Lyrics
Hasrat Jaipuri
Publisher
Saregama Non Member, Ipris Shares Account, Saregama PLC, Saregama India Ltd