LyricsTum Kya Mile

BERANGE THE DIN

BERANGI SHAAMEIN

AAYI HAI TUM SE

RANGEENIYAN

PHEENKE THE LAMHEIN

JEENE MEIN SAARE

AAYI HAI TUM SE

NAMKEENIYAN

BEIRAADA RAASTON KI

BANN GAYE HO MANZILEIN

MUSHKILEIN HAL HAI TUMHIN SE

YA TUMHIN HO MUSHKILEIN

TUM KYA MILE

TUM KYA MILE

HUM NA RAHE HUM

TUM KYA MILE

JAISE MERE

DIL MEIN KHILE

PHAGUN KE MAUSAM

TUM KYA MILE

TUM KYA MILE

TUM KYA MILE

TUM KYA MILE

TUM KYA MILE

KORE KAGAZON KI HI TARHA HAI

ISHQ BINA JAWANIYAN

DARJ HUI HAI SHAYARI MEIN

JINKI HAI PREM KAHANIYAN

HUM ZAMAANE KI NIGAAHON MEIN

KABHI GUMNAAM THE

APNE CHARCHE KAR RAHI HAI

AB SHEHAR KI MEHFILEIN

TUM KYA MILE

TUM KYA MILE

HUM NA RAHE HUM

TUM KYA MILE

JAISE MERE

DIL MEIN KHILE

PHAGUN KE MAUSAM

TUM KYA MILE

TUM KYA MILE

TUM KYA MILE

TUM KYA MILE

TUM KYA MILE

TUM KYA MILE

TUM KYA MILE

TUM KYA MILE

TUM KYA MILE

Composer
Pritam Chakraborty
Lyrics
Amitabh Bhattacharya
Publisher
Sony Music India