Ek din kabhi jo
khud ko taraashe
meri nazar se tu zara
haaye re
Aankhon se teri
kya kya chhupa hai
tujhko dikhaaoon
main zara
haaye re
Ek ankahi si
daastaan daastaan
kehne lagega aaina
Subhanallah
Jo ho raha hai
pehli dafa hai
wallah
Aisa hua
Subhanallah
jo ho raha hai
pehli dafa hai
wallah aisa hua
Meri khaamoshi
se baatein chun lena
unki dori se taarifein
bun lena haan
Ooh meri khaamoshi
se baatein chun lena
unki dori se taareefein
bun lena
Kal nahi thi jo
aaj lagti hoon
Taareef meri
hai khaamakhaan
tohfa hai tera
meri adaa
Ooh ek din kabhi jo
khud ko pukaare
Meri zubaan se tu zara
haaye re
tujh mein chhupi si
jo shayari hai
tujhko sunaaoon
main zara
Haaye re
ye do dilon ka
vaasta vaasta
khul ke bataaya jaaye na
Subhanallah
Jo ho raha hai
pehli dafa hai
wallah
Aisa hua
Subhanallah
jo ho raha hai
pehli dafa hai
wallah
Aisa hua
Subhanallah
jo ho raha hai
pehli dafa hai
wallah
Aisa hua
Subhanallah
jo ho raha hai
pehli dafa hai
wallah
Aisa hua
