Saaye saaye phirte hain
jidhar mudhoon
baithi hai ruswaiyaan
bhi uske door
Hoo behela phusla
ke khudko
naseehatein karoon
Ho dhundhli dhundhli si
main toh idhar-uhdar
phiroon
Harjaiyaan mila woh
hone ko juda kyun
parchaiyaan deke hi
mujhe woh gaya kyun
Harjaiyaan mila woh
hone ko juda kyun
parchaiyaan deke hi
mujhe woh gaya kyun
gaya kyun
Kandhe yeh bhaari se
dinko dho nahi paate
aahan
Chunti rahun main
yeh lamhein
gir kyun hain jaate
aahan
kyun bunti main raahun
Kismat ke dhaage
kyun khud
hi main chiloon
Ho udhte udhte
reham se main
minnatein karoon
Ho kisko ab
yeh padhi hai
main ukhdi ukdhi hoon
Harjaiyaan mila woh
hone ko juda kyun
parchaiyaan deke hi
mujhe woh gaya kyun
Harjaiyaan mila woh
hone ko juda kyun
parchaiyaan deke hi
mujhe woh gaya kyun
gaya kyun
