Khwaab hai tu
neend hoon main
dono milehe, raat banein
roz yahi, maangu dua
teri meri, baat banein
baat banein
Main rang sharbaton ka
tu meethe ghaat ka paani
Main rang sharbaton ka
tu meethe ghaat ka paani
Mujhe khud mein
ghol de toh
mere yaar baat ban jaani
Rang sharbaton ka
tu meethe ghaat ka paani
main rang sharbaton ka
tu meethe ghaat ka paani
mujhe khud mein
ghol de toh
Mere yaar baat ban jaani
rang sharbaton ka
tu meethe ghaat ka paani
main rang sharbaton ka
tu meethe ghaat ka paani
O yaara tujhe pyaar mein
battiyan kya samjhawan
jaagke ratiyaan roz
bitawaan, isse aage
ab main kya kahun
O yaara tujhe boldi
aakhiyaan, sadke jawaan
maang le pakiyaan aaj
duawaan, isse aage
ab main kya kahun
Maine toh dheere se
neendon ke dhaage se
bandha hai
khwaab ko tere
Main na jahaan chahoon
na aasmaan chahoon
aaja hisse mein tu mere
Tu dhang chahaton ka
main jaise koi naadani
Tu dhang chahaton ka
main jaise koi naadani
Mujhe khud se jod de toh
mere yaar baat ban jaani
rang sharbaton ka
tu meethe ghaat ka paani
main rang sharbaton ka
tu meethe ghaat ka paani
Tere khayalon se
Tere khayalon tak
mera toh hai aana jaana
Mera toh jo bhi hai
tu hi tha tu hi hai
baaki jahaan hai begana
tum ek musafir ho
main koi raah anjaani
Tum ek musafir ho
main koi raah anjaani
mann chaah mod de toh
mere yaar baat ban jaani
rang sharbaton ka
tu meethe ghaat ka paani
Main rang sharbaton ka
tu meethe ghaat ka paani
Mujhe khud mein
ghol de toh
mere yaar baat ban jaani
rang sharbaton ka
tu meethe ghaat ka paani
O yaara tujhe pyaar mein
battiyan kya samjhawan
jaagke ratiyaan roz
bitawaan, isse aage
ab main kya kahun
O yaara tujhe boldi
aakhiyaan, sadke jawaan
maang le pakiyaan aaj
duawaan, isse aage
ab main kya kahun
