Dil
Tu hi bataa
Kahan tha chupaa
Kyun aaj suni
teri dhadkan
pehli baar
Dil
Tu hi bataa
Kahaan tha chupaa
Kyun aaj suni
teri dhadkan
pehli baar
Haaan
dil ne mere
sun li tere
dil ki pukaar
Dil
Tu hi bataa
Kahaan tha chupaa
Kyun aaj suni
teri dhadkan
pehli baar
Haaan
dil ne mere
sun li tere
dil ki pukaar
Duniya jhuthi
lagti hai
Duniya jhuthi
lagti hai
sapna saccha
lagta hai
Chupke teri bahon mein
sab kuch
accha lagta hai
Yeh aisi hawaa
aisi lehar
Jismein saare
behjaate hai yahaan
Beh gayi mein
keh gayi mein
jo bhi mujhe
kehna tha
Beh gayi mein
keh gayi mein
jo bhi mujhe
kehna tha
Sun li tere
Dil ki pukaar
Dil
Tu hi bataa
Bahon mein
falak hota hai
Bahon mein
falak hota hai
jannat yeh zameen
lagti hai
Kya pyaar mein
yeh hota hai
har cheez haseen
lagti hai
Dil
khona hi tha
hona hi tha
Is dil pe kisi ka
bas hi ab chala
Chali mein chali
haan pyaar ki kali
leke wafaa ki sadayein
Chali mein chali
haan pyaar ki kali
leke wafaa ki sadayein
Sun li tere
dil ki pukaar
Dil
Tu hi bataa
Kahaan tha chupaa
Kyun aaj suni
teri dhadkan
pehli baar
Haaan
dil ne mere
sun li tere
dil ki pukaar
