Aaaa aaaae
Jiska naam jigar
pe lagaaye chot
Jis ke jaane se
bum phate!
atom bomb
Ho jaaye bisphot
aashiqon ki hai shaamat
y....a aafat hai
Chaand baby hain aayi
qayamat hai
haaye
Aashiqon mein jiska
title Titanic
Oo aashiqon mein
jiska title Titanic
Muaah kinara dikha
kar ke dooba de gaya
jhalla
mera aashiq jhalla
wallah
Mera balma jhalla
wallah
Mera jhalla wallah
wall.....ah
Humne samjha tha
golden jublee jise
Haaye samjha humne
golden jublee jise
oh woh tu
matinee dekha kar ke
chuma le gaya
jhalla
Mera aashiq jhalla
wallah
Mera balma jhalla
wallah
Mera jhalla wallah
wall.....ah
Mehfil sajno ki
gentle-mano ki
Hai mehfil sajno ki
gentle-mano ki hai
mehfil sajno ki
gentle-mano ki hai
Bewda
koi ho jaaye toh
aaye mazaa aaye
nazron se peene mein
kya gunaah hai
Bakhuda kaise peete
ho rooh-afshah jis
lover ki khabar
pe paroom hai
Dil ki
breaking
usko sunaaye koi
kaise nazar se kamar
ka ratta lage
Isko meri Geometry
bhi dikhaye koi
jhalla
mera aashiq jhalla
wallah
Mera balma jhalla
wallah
Mera jhalla wallah
wall....ah
Kya batayein
jisko sanam maan kar
shab bhar mare
Haye jis ko
sanam maan kar
shab bhar mare
Woh
kameena subah hote
phurrr ho gaya
jis ko
mohabbat ka teacher
kehte rahe
Woh phateecher
ik lesson mein
fail ho gaya
kaske jean pant
gentleman jo bane
Raat bhar payjaame
se ladta raha
hum jagate rahe
dil jalate rahe
Woh jamhaai raazai
mein lagata raha
jhalla
mera aashiq jhalla
wallah
Mera balma jhalla
wallah
Mera jhalla wallah
wall....ah
jhalla
Wallah
Wallah
Wallah
Haa Mera hero
mera aashiq
mera majnu
mera sayiaan
Mera balma wallah haye
Mera jhallah wallah
haye haye
hero aashiq jhalla wallah
saiyyan balma
jhalla wallah
Jhalla
Jhalla
Jhalla
Wallah
Wallah
Wallah
Jhalla
