Kisi ko mera
shauq hai
Kisi ko mera
hai nasha
Jawaani kehte
hain mujhe
Hai mere aashiq
har jagah
Kisi ko meri
hasratein
Kisi ki main
hoon dilruba
Mujhe paane ke vaaste
maange duaa
Sara zamana
haseeno ka deewana
Zamana kahe
phir kyun
Bura hai dil lagana
Sara zamana
haseeno ka deewana
Zamana kahe
phir kyun
Bura hai dil lagana
Saara zamaana
Raa
Ladki ekdam right hai
Ladki dynamite hai
Ladki ke chakkar mein
Daily gali gali
mein fight hai
Thoda humein
do time yaara
Love nahi hai
crime yaara
Har din mujhko
better lage
Tu ladki hai ya wine
Arey janta ko
jawaab do
Kab padogi
pyaar mein
Saari duniya
lagi huyi hai
Hum bhi hain
kataar mein
Saara zamana
Haseeno ka
deewana
Saara zamana
Haseeno ka
deewana
Saara zamana
Haseeno ka
deewana
Saara zamaana
Ye kaun keh
raha hai
Tu aaj pyaar
kar le
Jo kabhi
bhi khatm
Woh aitbaar
karle
Ye kaun keh
raha hai
Tu aaj pyaar
kar le
Jo kabhi
bhi khatm
Woh aitbaar
karle
Kisi ko mera
shauq hai
Kisi ko mera
hai nasha
Jawaani kehte
hain mujhe
Hai mere aashiq
har jagah
Kisi ko meri
hasratein
Kisi ki main
hoon dilruba
Mujhe paane ke vaaste
maange duaa
Saara zamana
haseeno ka deewana
Zamana kahe
phir kyun
Bura hai dil lagana
Saara zamana
