Karaoke Kya Hua Arey Kya Hua by Kishore Kumar, Suraag — sing along with lyrics on Singa

Kya Hua Arey Kya Hua Karaoke

Suraag, Kishore Kumar

LyricsKya Hua Arey Kya Hua

AB AAO

AAJ KI YE RAAT

HUM YOON HI BASAR KAR LEIN

TUM APNA MU UDHAR KARLO

HUM APNA MU IDHAR KAR LEIN

HA HA HA HA HA

AGAR GUSSA HI KARNA HAI

TO GUSSA IS QADAR KARLO

TUMHARA MU JIDHAR HAI

PEETH BHI APNI UDHAR KARLO

HAAN

KYA HUA AREY KYA HUA

DEKHO DEKHO

TUM PHIR ROOTHE

ROOTH KE HAATH CHHUDAO NA

KYA HUA AREY KYA HUA

DEKHO DEKHO

TUM PHIR ROOTHE

ROOTH KE HAATH CHHUDAO NA

KYA KHATA HUI KYA KHATA

AREY MEETHI MEETHI

RAAT MILAN KI

USKO ZEHER BANAO NA

KYA HUA MAINE KAHA

KYA HUA

DEKHO DEKHO

TUM PHIR ROOTHE

ROOTH KE HAATH CHHUDAO NA

KYA HUA WALLAH KYA HUA

LAB PE NAHIN HAI

AANKHON MEIN HAAN HAI

RAAT JAWAN HAI

MAST SAMA HAI HAYE

HEY LAB PE NAHIN HAI

AANKHON MEIN HAAN HAI

RAAT JAWAN HAI

MAST SAMA HAI

YOON HI SAMA YE BEET JAAYE

ITNI BAAT BADHAO NA

AREY KYA HUA

AREY BHAI KYA HUA

DEKHO DEKHO

TUM PHIR ROOTHE

ROOTH KE HAATH CHHUDAO NA

KYA HUA

AREY BHAI KYA HUA

HAYE HAYE

OYE HOYE HOYE

AANKH MILA LO RAAT JAGA LO

PYAAR KA RANGEEN

JASHN MANA LO HAYE

HEY AANKH MILA LO RAAT JAGA LO

PYAAR KA RANGEEN

JASHN MANA LO

PHIDA HOON MAIN IS MUKHDE PAR

MUJHKO PEETH DIKHAO NA

AREY KYA HUA

WALLAH WALLAH KYA HUA

DEKHO DEKHO

TUM PHIR ROOTHE

ROOTH KE HAATH CHHUDAO NA

KYA HUA

MAINE KAHA KYA HUA

HMM HMM HMM HMM

HMM HMM HMM

HMM HMM HMM HMM

THANDI HAWA KE

JHONKE YE CHAHEIN

DAAL GALE MEIN

GORI SI BAAHEIN

THANDI HAWA KE

JHONKE YE CHAHEIN

DAAL GALE MEIN

GORI SI BAAHEIN

TUMHE BASA LOON

TANN MANN MEIN

AUR ZARA PAAS AAO NA

AREY KYA HUA

AREY BHAI KYA HUA

DEKHO DEKHO

TUM PHIR ROOTHE

ROOTH KE HAATH CHHUDAO NA

KYA KHATA HUI KYA KHATA

MEETHI MEETHI RAAT MILAN KI

USKO ZEHER BANAO NA

KYA HUA AREY KYA HUA

DEKHO DEKHO

TUM PHIR ROOTHE

ROOTH KE HAATH CHHUDAO NA

KYA HUA AREY KYA HUA

HMM HMM HMM

AREY KYA HUA

Composer
Bappi Lahiri
Lyrics
Kaifi Azmi
Publisher
Saregama India Limited