Aye mere humsafar
ek zara intezar
sun sadayein
de rahi hai
manzil pyaar ki
Aye mere humsafar
ek zara intezar
sun sadayein
de rahi hai
manzil pyaar ki
Ab hai judaai ka mausam
do pal ka mehman
kaise na jaayega andhera
kyun na thamega toofan
Ab hai judaai ka mausam
do pal ka mehman
kaise na jaayega andhera
kyun na thamega toofan
Kaise na milegi
manzil pyaar ki
Aye mere humsafar
ek zara intezar
sun sadayein
de rahi hai
manzil pyaar ki
Pyar ne jahan pe rakha hai
jhoom ke kadam ik baar
wahin se khula
hai koi rasta
wahin se giri hai deewar
Pyar ne jahan pe rakha hai
jhoom ke kadam ik baar
wahin se khula
hai koi rasta
wahin se giri hai deewar
Roke kab ruki hai
manzil pyar ki
Aye mere humsafar
ek zara intezar
sun sadayein
de rahi hai
manzil pyaar ki
Aye mere humsafar
ek zara intezar
sun sadayein
de rahi hai
manzil pyaar ki
