Karaoke Shanivaar Raati av Main Tera Hero — sjung med på texten på Singa

Shanivaar Raati Karaoke

Main Tera Hero

LåttextShanivaar Raati

Fire

Ishq mein tere

announce kar diya

ho tere liye dil kudiyon

ka bounce kar diya

Haaye Ishq mein tere

announce kar diya

O tere liye dil kudiyon

ka bounce kar diya

Bechain sa hota jaaun par

main ye samajh na paaun

main jaagun mere bin tu

kaise so jaati Shanivaar

raati humein neend nahi

aati Shanivaar raati

Humein neend nahi aati

Shanivaar raati

humein neend nahi aati

Shanivaar raati

humein neend nahi aati

main jaagun mere bin tu

Kaise so jaati

ta da da da oye

ta da da da-da oye

Shanivaar raati

humein neend nahi aati

Shanivaar raati

humein neend neend

neend neend

Wajid

se 12 baje hain

sab so gaye

Mere naina tere

bin hai khulle

Shanivaar raati

mainu neend nahi aati

total 1600 taare maine

gin gin hai daale

Main toh jaagta

hoon rehta

jaane kaise tu so jaati

Shanivaar raati

mainu neend nahi aati

Dheere dheere pyar

mein tarakki ho gayi

tere sang baat meri

pakki ho gayi

O tu jo mili din

mein sitaare chamke

ladki tu mere liye

lucky ho gayi

By God main kahoon

tere saath main rahoon

seh loon koi faasla

teri doori na sahun

Tu aaye na milne toh

haaye meri jaan jaati

O jaati, haan jaati

oye jaati, oye jaati

oye oye

Shanivaar raati

humein neend nahi aati

Shanivaar raati

humein neend nahi aati

Jaise-taise hafte

ke din 6 kate

din aaya saatva

to lene laga karvate

Shaam saadhe saat

baje khwahish jage

saadhe aath hote hote

dil na lage

Time waste na kar

seedhe aaja tu idhar

bada kiya intezaar

ab hota na sabar

Ab thodi si bhi deri

haaye meri jaan jalaati

jalaati jalaati jalaati

Ta da daaun daun

oye hoye!

Shanivaar raati

humein neend nahi aati

Shanivaar raati

humein neend nahi aati

Main jaagun mere bin tu

kaise so jaati

Shanivaar raati

humein neend nahi aati

Oye oye

Neend neend

Neend neend

I can not sleep!