Kuch soch ke
bola hoga tumne
Ye pyaar bhi tola
hoga tumne
Ab na hai toh
phir na sahi dilbar
Iss dil ko ye
samjha liya humne
Isme tera ghata
Mera kuch nahi jata
Zyada pyaar ho jata
Toh main seh nahi pata
Isme tera ghata
Mera kuch nahi jata
Zyada pyaar ho jata
Toh main seh nahi pata
Hmmm
Hmmm
Kuch khaas tha
ye jaan leti jo
Meri nazar se
dekha hota tumne
Iss baat ka bas
gham hua mujhko
Thodi si bhi koshish
naa ki tumne
Isme tera ghata
Mera kuch nahi jata
Zyada pyaar ho jata
Toh main seh nahi pata
Isme tera ghata
Mera kuch nahi jata
Zyada pyaar ho jata
Toh main seh nahi pata
Hmmm
Hmmm
Socha nahi tha
zindagi mein
yun milogi
Milke bhi tum
na meri ho sakogi
Par yaad aayegi
jab bhi tumhari
Shiqayatein na
hongi bas dua rahegi
Ab aur kya kehna
hoga humne
Karna tha jo woh
kar liya tumne
Shayad rahun ya
na rahun dilbar
Badla kabhi ye
faisla tumne
Isme tera ghata
Mera kuch nahi jata
Zyada pyaar ho jata
Toh main seh nahi pata
Isme tera ghata
Mera kuch nahi jata
Zyada pyaar ho jata
Toh main seh nahi pata
Hmmm
Hmmm
