AA KHEL KHELEIN HUM
IK KHEL KHELEIN HUM
KHEL KHELEIN HUM
IK KHEL KHELEIN HUM
JO MAIN KAHOON
TUM WAHI KARNA
AA
KARNE SE KUCHH BHI
NAHIN DARNA
JO MAIN KAHOON
TUM WAHI KARNA
KARNE SE KUCHH BHI
NAHIN DARNA
KYA HAI TUMHE MANZOOR
MANZOOR
MANZOOR HAI SANAM
AA KHEL KHELEIN HUM
IK KHEL KHELEIN HUM
KHEL KHELEIN HUM
IK KHEL KHELEIN HUM
JO MAIN KAHOON
TUM WAHI KARNA
KARNE SE KUCHH BHI
NAHIN DARNA
KYA HAI TUMHE MANZOOR
MANZOOR
MANZOOR HAI SANAM
AA KHEL KHELEIN HUM
IK KHEL KHELEIN HUM
AA MERE PAAS AA
CHAL YAHAAN BAITH JA
KAR LE AANKHEIN BAND
AA MERE PAAS AA
CHAL YAHAAN BAITH JA
KAR LE AANKHEIN BAND
KHEL KHEL MEIN YE BADMAASHI
HUMKO NAHIN PASAND
AISI TANHAAYI MILEGI KAHAAN
KOI NAHIN HAI DEKHO YAHAAN
CHHODO MERA HAATH
ZIDD NA KARO
BAITHO YAHAAN SIRF
BAATEIN KARO
CHHODO MERA HAATH
ZIDD NA KARO
BAITHO YAHAAN SIRF
BAATEIN KARO
KYA HAI TUMHE MANZOOR
MANZOOR
MANZOOR HAI SANAM
AA KHEL KHELEIN HUM
IK KHEL KHELEIN HUM
KHEL KHELEIN HUM
IK KHEL KHELEIN HUM
AA CHAL IK DOOJE KO AB
ZYADA TARSAAYE NA
AA CHAL IK DOOJE KO AB
ZYADA TARSAAYE NA
DIL GHABRAAYE ANJAANE MEIN
KUCHH HO JAAYE NA
JUDA HUMSE JAANAM
HONA NAHIN
KHAFA HUMSE JAANAM
HONA NAHIN
KAL LEKE AAUNGA
BAARAAT MAIN
PHIR THAAM LOONGA
TERA HAATH MAIN
KAL LEKE AAUNGA
BAARAAT MAIN
PHIR THAAM LOONGA
TERA HAATH MAIN
KYA HAI TUMHE MANZOOR
MANZOOR
MANZOOR HAI SANAM
AA KHEL KHELEIN HUM
IK KHEL KHELEIN HUM
AA KHEL KHELEIN HUM
IK KHEL KHELEIN HUM
