Chutki jo
toone kaati hai
Chori se kaati hai
yahan wahan
Roothi hoon
main tujhse roothi hoon
Mujhe mana le na
o jaan-e-jaan
Chedenge hum tujhko
Ladki tu hai badi bumbaat
Ahaa ahaa ahaa
Ooh la la, ooh la la
Ooh la la, ooh la la
Tu hai meri fantasy
Chhoona na, chhoona na
Chhoona na, chhoona na
Ab main jawan ho gayi
Ooh la la, ooh la la
Ooh la la, ooh la la
Tu hai meri fantasy
Chhoona na, chhoona na
Chhoona na, chhoona na
Ab main jawan ho gayi
Haaye chhua jo toone to
dil ne maari seeti
Dede in gaalon pe ek
pappi meethi meethi
Ho ho chhua jo toone to
dil ne maari seeti
Dede dede in gaalon pe ek
pappi meethi meethi
Yauvan tera saavan bhara
Bheeg gaya dil yeh mera
Aaha toone hi
barsat karaayi
Kya kare yeh
yauan bechara
bechara bechara
Ooh la la, ooh la la
Ooh la la, ooh la la
Tu hai meri fantasy
Chhoona na, chhoona na
Chhoona na, chhoona na
Ab main jawan ho gayi
Aah aah aah aah ui maa
Aah aah aah aah ui maa
Gira ke apna pallu
baar baar
Kar deti ho humko
bekarar
Gira ke apna pallu
baar baar
Kar deti ho humko
bekarar
Aag lagaai
toone tan mein
Kya kare yeh
pallu bechara
Bechara
bechara, aa aaha ha
Chedenge hum tujhko
Ladki tu hai badi bumbaat
Uff oh
Ooh la la, ooh la la
chhodo na
Ooh la la, ooh la la
Tu hai meri fantasy
Chhoona na, chhoona na
Chhoona na, chhoona na
Ab main jawan ho gayi
Ooh la la, ooh la la
Ooh la la, ooh la la
Tu hai meri fantasy
Chhoona na, chhoona na
Chhoona na, chhoona na
Ab main jawan ho gayi
