Karaoke Jeene Laga Hoon esittäjältä Atif Aslam, Shreya Ghoshal — laula mukana sanoituksilla Singassa

Jeene Laga Hoon Karaoke

Shreya GhoshalAtif Aslam

SanatJeene Laga Hoon

Jeene laga hoon

pehle se zyaada

pehle se zyaada

tum pe marne laga hoon

Main mera dil

aur tum ho yahaan

phir kyun ho palkein

jhukaye wahaan

Tum sa haseen

pehle dekha nahin

Tum issey pehle

thhe jaane kahaan

jeene laga hoon

pehle se zyaada

Pehle se zyaada

tum pe marne

laga

Rehte ho aake jo

tum paas mere

tham jaaye pal yeh wahin

bas main yeh sochun

Sochun main tham

jaaye pal yeh

paas mere jab ho tum

Sochun main tham

jaaye pal yeh

paas mere jab ho tum

Chalti hai saansein

pehle se zyaada

pehle se zyaada

dil theharne laga

Tanhaaiyon mein tujhe

dhoonde mera dil

har pal yeh tujhko hi

soche bhala kyun

Tanhaai mein

dhoonde tujhe dil

har pal tujhko soche

Tanhaai mein

dhoonde tujhe dil

har pal tujhko soche

Milne lage dil

pehle se zyaada

pehle se zyaada

ishq hone laga

Sävellys
Priya Jigar Saraiya, Sachin Jaykishore Sanghvi
Sanoitus
Priya Jigar Saraiya
Kustantaja
Sony/atv Music Publishing Scandinavia Kb