A...ye ji re
ude ud...e mann ude
par lage tere sang jude
Mann ude
pag badhe
teri oar badhe
jag chhod badhe
Aye
Lahu munh lag gaya
Lahu munh lag gaya
Soya tha nas nas mein
ab yeh jag gaya
Aye
lahu munh lag gaya
Labon ke chhoone s..e
khwaabon ke khone s..e
Labon ke chhoone se
khwaabon ke khone s...e
Bach ke sab se lab se lab
yeh lab se lag gaya
Aye
lahu munh lag gaya
Aye
lahu munh lag gaya
Aye
lahu munh lag gaya
Bhatak rahi hai aaj yeh
malang ang ang ang
Bhatak gayi hai
saans uske
sang, sang, sang, sang
Kal-kal behta tha
chhal-chhal rehta tha
Kal-kal behta tha
chhal-chhal rehta tha
taan leke jaan kab gaya
lab se lab yeh lab lab se
lahu munh lag gaya
Aye
lahu munh lag gaya
Lahu munh lag gaya
Soya tha nas nas mein
ab yeh jag gaya
Aye
lahu munh lag gaya
Labon ke chhoone s..e
khwaabon ke khone s..e
Labon ke chhoone se
khwaabon ke khone s...e
Lab se lab yeh lab lab se
lahu munh lag gaya
hey lahu munh lag gaya
Aye
lahu munh lag gaya
Aye
lahu munh lag gaya
