Dil ki ye goli chali
naino ki bandook se
Bomb bhi girenge ab
pyar ke sandook se
Dil ki ye goli chali
naino ki bandook se
Bomb bhi girenge ab
pyar ke sandook se
Haan!
Dil ki ye goli chali
naino ki bandook se
bomb bhi girenge ab
pyar ke sandook se
Ishq ye tera mera
Ishqyaun ki dhishqyaun
ki dhishqyaun
yahaan Ishqyaun
re wahaan dhishqyaun
Yahaan Ishqyaun
re wahaan dhishqyaun
Kamar dhaal hai
nain kamaan hai
teer si naak teri
bhaale si zubaan hai
Ho
Kamar dhaal hai
nain kamaan hai
teer si naak teri
bhaale si zubaan hai
Ho ya to nazrein ladaaun
ya main khud mar jaaun
ya to nazrein ladaaun
ya main khud mar jaaun
Ishq ye tera mera
Ishqyaun ki dhishqyaun
ki dhishqyaun
yahaan Ishqyaun
re wahaan dhishqyaun
Yahaan Ishqyaun
re wahaan dhishqyaun
Ladaaku vimaan hai
par tu meri jaan hai
bistar ye tera mera
arey jung ka maidaan hai
Ladaaku vimaan hai
par tu meri jaan hai
bistar ye tera mera
arey jung ka maidaan hai
Jo tu trigger dabaye
to main chumme chalaaun
Jo tu trigger dabaye
to main chumme chalaaun
Ishq ye tera mera
Ishqyaun ki dhishqyaun
ki dhishqyaun
yahaan Ishqyaun
re wahaan dhishqyaun
Yahaan Ishqyaun
re wahaan dhishqyaun
Dil ki ye goli chali
naino ki bandook se
Bomb bhi girenge ab
pyar ki sandook se
Are
Dil ki ye goli chali
naino ki bandook se
bomb bhi girenge ab
pyar ki sandook se
Ishq ye tera mera
Ishqyaun ki dhishqyaun
ki dhishqyaun
yahaan Ishqyaun
re wahaan dhishqyaun
Yahaan Ishqyaun
re wahaan dhishqyaun
Yahaan Ishqyaun
re wahaan dhishqyaun
Yahaan Ishqyaun
re wahaan dhishqyaun
