Beparda nazar aaye jo
Kal chand bibiya
Beparda nazar aaye jo
Kal chand bibiya
Akbar zamee me gairate
Kaun ise gad gaya
Poocha jo maine aapka
Parda wo kya hua
Kehne lagi ke akl pe
Mardo ki pad gaya
Niklo na benaqaab
Zamana kharab hai
Niklo na benaqaab
Zamana kharab hai
Aur uspe ye shabab
Zamana kharab hai
Niklo na benaqaab
Zamana kharab hai
Aur uspe ye shabab
Zamana kharab hai
Niklo na benaqaab
Zamana kharab hai
Sabkuch hume
khabar hai
Nasihaat na kijiye
Sabkuch hume
khabar hai
Nasihaat na kijiye
Sabkuch hume
khabar hai
Nasihaat na kijiye
Sabkuch hume
khabar hai
Nasihaat na kijiye
Kya honge hum kharab
Zamana kharab hai
Kya honge hum kharab
Zamana kharab hai
Aur uspe ye shabab
Zamana kharab hai
Niklo na benaqaab
Zamana kharab hai
Peene ka dil jo chahe
Un ankho se pijiye
Peene ka dil jo chahe
Un ankho se pijiye
Peene ka dil jo chahe
Un ankho se pijiye
Peene ka dil jo chahe
Un ankho se pijiye
Mat pijiye sharaab
Zamana kharab hai
Mat pijiye sharaab
Zamana kharab hai
Aur uspe ye shabab
Zamana kharab hai
Niklo na benaqaab
Zamana kharab hai
Rashid tum
aa gaye ho na
Akhir fareb me
Rashid tum
aa gaye ho na
Akhir fareb me
Rashid tum
aa gaye ho na
Akhir fareb me
Rashid tum
aa gaye ho na
Akhir fareb me
Kehte na the janaab
Zamana kharab hai
Kehte na the janaab
Zamana kharab hai
Aur uspe ye shabab
Zamana kharab hai
Niklo na benaqaab
Zamana kharab hai
Zamana kharab hai
Zamana kharab hai
Zamana kharab hai
