AASHIYANE KI BAAT KARTE HO
AASHIYANE KI BAAT KARTE HO
DIL JALANE KI BAAT KARTE HO
DIL JALANE KI BAAT KARTE HO
AASHIYANE KI BAAT KARTE HO
SAARI DUNIYA KE RANJ O GHUM DEKE
SAARI DUNIYA KE RANJ O GHUM DEKE
MUSKURANE KI BAAT KARTE HO
MUSKURANE KI BAAT KARTE HO
AASHIYANE KI BAAT KARTE HO
HAADSA THA GUZAR GAYA HOGA
HAADSA THA GUZAR GAYA HOGA
KISKE JAANE KI BAAT KARTE HO
KISKE JAANE KI BAAT KARTE HO
AASHIYANE KI BAAT KARTE HO
HUMKO APNI KHABAR NAHIN JAANA
AA AA AA
HUMKO APNI KHABAR NAHIN JAANA
TUM ZAMANE KI BAAT KARTE HO
TUM ZAMANE KI BAAT KARTE HO
AASHIYANE KI BAAT KARTE HO
DIL JALANE KI BAAT KARTE HO
DIL JALANE KI BAAT KARTE HO
AASHIYANE KI BAAT KARTE HO
