Surkh wala
sauz wala
faiz wala love
Hota hai jo
love se jyada
waise wala love
Ishq wala love
Hua jo dard bhi toh humko
aaj kuch zyada hua
Ishq wala love
Ye kya hua hai kya khabar
yehi pata hai zyada hua
Ishq wala love
Agar ye usko bhi hua hai
phir bhi mujhko zyada hua
Ishq wala love
Meri neend jaise
pehli baar tooti hai
aankhein malke maine
dekhi hai subah
Hui dhoop zyada leke
teri roshni din chadha
Ishq wala love
Jhanke badalon ki
jaali ke peechhe se
kare chandani
ye mujhko ittala
Leke noor sara chand
mera yahin pe hai
chhupa chhupa hua
Ishq wala love
Hua jo dard bhi toh humko
aaj kuch zyada hua
Ishq wala love
Ye kya hua hai kya khabar
yehi pata hai zyada hua
Ishq wala love
Agar ye usko bhi hua hai
phir bhi mujhko zyada hua
Ishq wala love
Jo aise hota
Jo milte tum
ho jaate gum
sath mere
Hote hote hoga
samjhaye hum
tham jaaye tum
o dil mere
Toota zyada zyada
tara jab gira
zara zyada zyada
maangu dil tera
Kabhi zyada zyada
maane na
dil ye sarphira
Ishq wala love
Bada ye dil nadaan tha
par aaj kuch zyada hua
Ishq wala love
Jo khine ka tha dar tujhe
pata nahi kyu zyada hua
Ishq wala love
Hua jo dard bhi toh humko
aaj kuch zyada hua
Ishq wala love
Ye kya hua hai kya khabar
yehi pata hai zyada hua
Ishq wala love
Agar ye usko bhi hua hai
phir bhi mujhko zyada hua
Ishq wala love
Surkh wala
sauz wala
faiz wala love
Hote hai jo
love se jyada
waise wala love
Surkh wala
sauz wala
faiz wala love
Hote hai jo
love se jyada
waise wala love
Ishq wala love
