RIMJHIM KE GEET SAWAN GAYE
HAYE BHEEGI BHEEGI RAATON MEIN
RIMJHIM KE GEET SAWAN GAYE
HAYE BHEEGI BHEEGI RAATON MEIN
HONTHON PE BAAT DIL KI AAYE
HAYE BHEEGI BHEEGI RAATON MEIN
HO HO HO HO
HO HO HO HO
HO HO HO
TERA MERA POOCHHE NAATA
BADI WO YE GHATA GHANGHOR HAI
CHUP HOON AISE MAIN KEH DOON KAISE
MERA SAJAN NAHIN TU KOYI AUR HAI
KE TERA NAAM HONTHON PE MERE
TERE SAPNE MERI AANKHON MEIN
KE RIMJHIM KE GEET SAWAN GAYE
HAYE BHEEGI BHEEGI RAATON MEIN
MERA DIL BHI HAI DEEWANA
TERE NAINA BHI HAIN NADAN SE
KUCHH NA SOCHA KUCHH NA DEKHA
KUCHH BHI POOCHHA NA IS ANJAN SE
CHAL PADE SAATH HUM KAISE
AISE BANKE SAATHI RAAHON MEIN
KE RIMJHIM KE GEET SAWAN GAYE
HAYE BHEEGI BHEEGI RAATON MEIN
BADI LAMBI JI KI BAATEIN
BADI CHHOTI YE BARKHA KI RAAT JI
KEHNA KYA HAI SUNNA KYA HAI KEHNE SUNNE KI AB KYA HAI BAAT JI
BIN KAHE BIN SOONE DIL NE
DIL SE KARLI BAATEIN BAATON MEIN
KE RIMJHIM KE GEET SAWAN GAYE
HAYE BHEEGI BHEEGI RAATON MEIN
RIMJHIM KE GEET SAWAN GAYE
HAYE BHEEGI BHEEGI RAATON MEIN
HMM HMM HMM HMM HMM HMM HMM
HMM HMM HMM HMM HMM HMM HMM
