God, Allah aur Bhagwan
ne banaya ik insaan
God, Allah aur Bhagwan
ne banaya ik insaan
Aaya zameen
pe lekar woh
upar waale
ka farmaan
Woh doston ka hai dost
yaaron ka hai yaar
jiska naam sunke
kaanpe har shaitan
God, Allah aur Bhagwan
ne banaya ek insaan
Aaya zameen
pe lekar woh
upar waale
ka farmaan
Woh doston ka hai dost
yaaron ka hai yaar
jiska naam sunke
kaanpe har shaitan
God, Allah aur Bhagwan
ne banaya ek insaan
Woh tujhme bhi hai
Woh mujhme bhi hai
kahin na kahin
Woh hum sab mein hai
Woh tujhme bhi hai
Woh mujhme bhi hai
kahin na kahin
Woh hum sab mein hai
Sab mein woh chhupa hai
usey pehchaan le
uska jo iraada hai
hum thaan lein
Sab mein woh chhupa hai
usey pehchaan le
uska jo iraada hai
hum thaan lein
Woh doston ka hai dost
yaaron ka hai yaar
jiska naam sunke
kaanpe har shaitan
God, Allah aur Bhagwan
ne banaya ek insaan
God, Allah aur Bhagwan
ne banaya ek insaan
Jahaan kal woh tha
akela khada
kadam apna bhi
udhar chal pada
Jahaan kal woh tha
akela khada
kadam apna bhi
udhar chal pada
Dil ke khabon ki
jannat sajayenge hum
pyar ka savera
leke aayenge hum
Dil ke khabon ki
jannat sajayenge hum
pyar ka savera
leke aayenge hum
Woh doston ka hai dost
yaaron ka hai yaar
jiska naam sunke
kaanpe har shaitan
God, Allah aur Bhagwan
ne banaya ek insaan
God, Allah aur Bhagwan
ne banaya ek insaan
