Yun tera muskurana
aur aake chale jaana
Yun tera muskurana aur
aake chale jaana
kismat ka hai khul jaana
tera
Deedar hua pehla
sa pyar hua pehli
hi baar hua iss dil ko
Naa toh
inkaar hua naa hi
iqraar hua jaane
Kya yaar hua iss dil ko
yun tera muskurana aur
aake chale jaana
kismat ka hai khul jaana
tera
Deedar hua pehla
sa pyar hua pehli
hi baar hua iss dil ko
Naa toh
inkaar hua naa hi
iqraar hua jaane
kya yaar hua iss dil ko
oooooooooh
Oooooooh
Ooooooooooooh
Tujhse mila toh
jaagi duaayein
aur nazaro ne sajda kiya
Jannat zameen par
aayi utar ke
khushiyon ne jaise
chun sa liya
Oooh tujhse mila toh
jaagi duaayein
aur nazaro ne sajda kiya
Jannat zameen par
aayi utar ke
khushiyon ne jaise
chun sa liya
Har manzar dilnasheen hai
tu hi tu har kahin hai
oh teri ye rajayein toh hai
sari katilana
Tera deedar hua pehla
sa pyar hua pehli
hi baar hua iss dil ko
Naa toh
inkaar hua naa hi
iqraar hua jaane
kya yaar hua iss dil ko
Tere bina mai
tanha tha hardam
hothon pe hardam
thi tishnagi
Maqsad nahi tha
sapne nahi thay
thi zindagi mein aawargi
tu mera rehnuma hai
Manzil hai raasta hai
o mere liye tu toh jaise
rab ka hai nazrana
Tera deedar hua pehla
sa pyar hua pehli
hi baar hua iss dil ko
Naa toh
inkaar hua naa hi
iqraar hua jaane
kya yaar hua iss dil ko
yun tera muskurana
Aur aake chale jaana
yun tera muskurana
aur aake chale jaana
kismat ka hai khul jaana
Tera deedar hua pehla
sa pyar hua pehli
hi baar hua iss dil ko
Naa toh
inkaar hua naa hi
iqraar hua jaane
kya yaar hua iss dil ko
