Na tha kuch to
Khuda tha
Kuch na hota to
Khuda hota
Na tha kuch to
Khuda tha
Kuch na hota to
Khuda hota
Duboya mujhko
honi ne
Na hota mai to
kya hota
Hua jab gham se
yu be his
To gham kya
sar ke katne ka
Hua jab gham se
yu be his
To gham kya
sar ke katne ka
Na hota agar
juda tan se
To zano pe
dhara hota
Hui muddat
ke Ghalib mar gaya
Par yaad aata hai
Hui muddat
ke Ghalib mar gaya
Par yaad aata hai
Wo har ik baat pe
kehna
Ke yu hota to
kya hota
Ke yu hota to
kya hota
Ke yu hota to
kya hota
