Karaoke Aah Ko Chahiye esittäjältä Jagjit Singh — laula mukana sanoituksilla Singassa

Aah Ko Chahiye Karaoke

Jagjit Singh

SanatAah Ko Chahiye

Aah ko chahiye

Ek umr asar hone tak

Aah ko chahiye

Ek umr asar hone tak

Kaun jita hai

Teri zulf ke sar hone tak

Kaun jita hai

Teri zulf ke sar hone tak

Ashiqui sabr talab

Aur tamanna betaab

Ashiqui sabr talab

Aur tamanna betaab

Dil ka kya rang karu

Khoon e jigar hone tak

Dil ka kya rang karu

Khoon e jigar hone tak

Humne mana ke

Tagaful na karoge lekin

Humne mana ke

Tagaful na karoge lekin

Khaak ho jayenge hum

Tumko khabar hone tak

Aah ko chahiye

Ek umr asar hone tak

Gham e hasti ka

'Asad' kis se ho

juz marg ilaaj

Gham e hasti ka

'Asad' kis se ho

juz marg ilaaj

Shamma har rang me

Jalti hai

seher hone tak

Aah ko chahiye

Ek umr asar hone tak

Kaun jita hai

Teri zulf ke sar

hone tak

Sävellys
Jagjit SIngh
Sanoitus
Mirza Ghalib
Kustantaja
Bmg Rights Management (scandinavia) Ab