Karaoke Mere Liye Soona Soona esittäjältä Anand Aur Anand, Kishore Kumar — laula mukana sanoituksilla Singassa

Mere Liye Soona Soona Karaoke

Anand Aur Anand, Kishore Kumar

SanatMere Liye Soona Soona

HO MERE LIYE SOONA SOONA

SAARA JAHAN SOONA SOONA

HO MERE LIYE SOONA SOONA

SAARA JAHAN SOONA SOONA

MERA KAHIN KOYI NAHIN

JAUN TO JAUN KAHAN MAIN

KAHAN MAIN KAHAN

MERE LIYE SOONA SOONA

SAARA JAHAN SOONA SOONA

MERA KAHIN KOYI NAHIN

JAUN TO JAUN KAHAN MAIN

KAHAN MAIN KAHAN

CHAND JAAYE SURAJ AAYE

LEKE YE SAVERA

CHAND JAAYE SURAJ AAYE

LEKE YE SAVERA

HAI MERI ZINDAGI MEIN

HAR PAL ANDHERA

DEKHOON JAHAN CHHAYA DHUAN

JAUN TO JAUN KAHAN MAIN

KAHAN MAIN KAHAN

MERE LIYE SOONA SOONA

SAARA JAHAN SOONA SOONA

MERA KAHIN KOYI NAHIN

JAUN TO JAUN KAHAN MAIN

KAHAN MAIN KAHAN

KHOKE TUJHKO TANHA MAINE

KAISE DIN BITAYE

KHOKE TUJHKO TANHA MAINE

KAISE DIN BITAYE

JISKE DIL PE BEETE YE

WO HI JAAN PAAYE

SOUN JAHAN JAGOON JAHAN

TUJHE PUKAROON WAHAN MAIN

WAHAN MAIN WAHAN

MERE LIYE SOONA SOONA

SAARA JAHAN SOONA SOONA

MERE LIYE SOONA SOONA

SAARA JAHAN SOONA SOONA

MERA KAHIN KOYI NAHIN

JAUN TO JAUN KAHAN MAIN

KAHAN MAIN KAHAN

Vuosi
1984
Kieli
hindi
Genre
Bollywood
Kesto
4:10
Sävellys
Rahul Dev Burman
Sanoitus
Sameer Anjaan
Kustantaja
Sony Music India