Karaoke Piya Aaye Na esittäjältä Aashiqui 2 — laula mukana sanoituksilla Singassa

Piya Aaye Na Karaoke

Aashiqui 2

SanatPiya Aaye Na

Teri khata hai

mere jiyaa

Teri khata hai

mere jiyaa

un pe bharosa kyon

toone kiya

Sab jhoothe jhoothe

vaade the unke

Chal peecche peecche

aaya tu jinke

Woh Piya aaye na

Woh piya aaye na

Piya aaye na

Woh woh piya aaye na

Ab sabhi un

khwaabon ki tu

dagar chod de

Ab sabhi un

khwaabon ko tu

khud-hi tod de

Woh piya aaye na

Woh piya aaye na

Piya aaye na

Woh woh piya aaye na

Teri khata hai

mere jiyaa

Teri khata hai

mere jiyaa

Har khata

ki hoti hai koyi

na koyi saza

Gam likhe

ho qismat me to ban

hi jaati wajah

Ab sabhi gam ashkon me

simat se gaye

Ab sabhi aansu palkon

se lipat se gaye

Woh piya aaye na

Woh piya aaye na

Piya aaye na

Woh woh piya aaye na

Sang bana tha

jo be-wajah

Humko woh bharam

ho gaya hai bhor aane

the jis fasane me

Woh khatam ho gaya

Bhoole hum, bhoole woh

Kaise sabse

kahein baat yeh

Ab chalo hum

dheere-dheere

bikhar se gaye

Ab chalo hum

jaise bhi ho

sambhal se gaye

Woh piya aaye na

Woh piya aaye na

Piya aaye na

Woh woh piya aaye na

Woh piya aaye na

Woh piya aaye na

Piya aaye na

Woh woh piya aaye na

Teri khata hai

mere jiyaa

Teri khata hai

mere jiyaa

un pe bharosa kyon

toone kiya