Karaoke Nahi Maloom von Total Siyapaa — mit Songtext mitsingen auf Singa

Nahi Maloom Karaoke

Total Siyapaa
Song hat zwei oder mehr Sänger:innen

SongtexteNahi Maloom

Nahi maloom mujhko

kya jagah thi

woh jahan main tha

thi mehfill raks mein

masti mein bekhud kal

jahan main tha

Ho nahi maloom mujhko

kya jagah thi

woh jahan main tha

thi mehfill raks mein

masti mein bekhud kal

jahan main tha

Labon rukhsaar

hanste the

dar-o-deewar

gaate the

Darakte the, matakte the

badan kal

shaba jahan mein tha

nahi maloom mujhko

kya jagah thi

woh jahan main tha

Thi mehfill raks mein

masti mein bekhud kal

jahan main tha

Ajab tha Mir mehfil

gazab tha Mir-e-mehfil

pari tha hoor tha woh

saraa ba-noor tha woh

Ki sadke uspe saare

dil-o-jaan uspe haare

Thi jannat se bhi

badhkar woh jagah

kal shab jahan main tha

nahi maloom mujhko

kya jagah thi

woh jahan main tha

Thi mehfill raks mein

masti mein bekhud kal

jahan main tha

Oye ye ye ye

Oye ye ye ye

Lele lai lele lai lele lai

Lele lai lele lai lele lai

Lele lai lele lai lele lai

Lele lai lele lai lele lai

Le-le-le le lele lele lele

Nahi maloom mujhko

kya jagah thi

woh jahan main tha

thi mehfill raks mein

masti mein bekhud kal

jahan main tha

Labon rukhsaar

hanste the

dar-o-deewar

gaate the

Darakhte the

matakte the

badan kal

shab jahan mein tha

Nahi maloom mujhko

kya jagah thi

woh jahan main tha

thi mehfill raks mein

masti mein bekhud kal

jahan main tha

Oye ye ye ye

Oye ye ye ye

Oye ye ye ye

Oye ye ye ye

Jahr
2014
Sprache
Hindi
Genre
Bollywood
Länge
3:59
Versionen
Duett