Raat mein hi
jaagte hain
yeh gunaahon ke ghar
inki raahein khole baahein
jo bhi aaye idhar
Ah haa ah aah
Ah haa ah aah
Yeh hai gumraahon
ka rasta
muskaanein jhooti hai
Pehchanein jhooti hai
rangeeni hai chhayi
phir bhi hai tanhaayi
Kal inhi galiyon mein
in masli kaliyon mein
toh yeh dhoom thi
jo rooh pyaasi hai
jismein udaasi hai
woh hai ghoomti
Sabko talaash wohi
Samjhe ye kaash koi
Ah haa ah aah
Ah haa ah aah
Yeh hai gumraahon
ka rasta
muskaanein jhooti hai
Pehchanein jhooti hai
rangeeni hai chhayi
phir bhi hai tanhaayi
Halke ujaalo mein
Halke andhero mein
jo ik raaz hai
kyu kho gaya hai woh
kya ho gaya hai ki woh
naraaz hai
Aye raat itna bataa
tujhko to hoga pata
Ah haa ah aah
Ah haa ah aah
Yeh hai gumraahon
ka rasta
muskaane jhooti hai
Pehchanein jhooti hai
rangeeni hai chhayi
phir bhi hai tanhaayi
Muskaane jhooti hai
pehchanein jhooti hai
rangeeni hai chhayi
phir bhi hai tanhaayi
