Karaoke Tera Yaar Hoon Main by Sonu Ke Titu Ki Sweety — sing along with lyrics on Singa

Tera Yaar Hoon Main Karaoke

Sonu Ke Titu Ki Sweety

LyricsTera Yaar Hoon Main

Tu jo rootha

toh kaun hansega

Tu jo chhoota

toh kaun rahega

Tu chup hai toh

yeh darr lagta hai

Apna mujhko

ab kaun kahega

Tu hi wajah

Tere bina bewajah

bekar hoon main

Tera yaar hoon main

Tera yaar hoon main

Ooh-hooo-ooh-ooh

Ooh-hooo-ooh-ooh

Ooh-hooo-ooh-ooh

Ooh-hooo-ooh-ooh

Mmmm

Aaja ladein phir

khilono ke liye

Tu jeete main

haar jaaun

Aaja karein phir

wohi shararatein

Tu bhaage main

maar khaaun

Meethi si woh

gaali teri

Sun'ne ko taiyaar

hoon main

Tera yaar hoon main

Tera yaar hoon main

Tera yaar hoon

Sajna de rang

rangaaiyan ve

Sagna diyan

sehnaiyan ve

Dhol wajange

yaar nachange

Lakh lakh deo

badhaiyan ve

Khusiyan 'ch nachda

main phiraan

Hanjuan ton bachda

main phiraan

O jaate nahi kahin

rishte puraane

Kisi naye ke

aa jaane se

Jaata hoon main toh

mujhe tu jaane de

Kyun pareshan hai

mere jaane se

Toota hai toh

juda hai kyun

Meri taraf tu

muda hai kyun

Haq nahi tu yeh kahe ki

yaar ab hum na rahe

Ek teri yaari ka hi

Saaton janam

haqdaar hoon main

Tera yaar hoon main

Tera yaar hoon main

Tera yaar hoon main

Tera yaar hoon main

Publisher
Super Cassettes Industries Ltd