JAI GANESH JAI GANESH
JAI GANESH DEVA
JAI GANESH JAI GANESH
JAI GANESH DEVA
MAATA JAAKI PAARVATI
PITA MAHADEVA
JAI GANESH JAI GANESH
JAI GANESH DEVA
ANDHAN KO AANKH DET
KODHIN KO KAYA
ANDHAN KO AANKH DET
KODHIN KO KAYA
BAANJHAN KO PUTRA DET
BAANJHAN KO PUTRA DET
NIRDHAN KO MAYA
JAI GANESH JAI GANESH
JAI GANESH DEVA
MAATA JAAKI PAARVATI
PITA MAHADEVA
EK DANT DAYAVANT
CHAR BHUJA DHARI
EK DANT DAYAVANT
CHAR BHUJA DHARI
MATHE SINDOOR SOHE
MATHE SINDOOR SOHE
MUSE KI SAVARI
JAI GANESH JAI GANESH
JAI GANESH DEVA
MAATA JAAKI PAARVATI
PITA MAHADEVA
SURYA SHAAM SHARAN AAYO
SAFAL KIJE SEVA
SURYA SHAAM SHARAN AAYO
SAFAL KIJE SEVA
SADHARE KAAM SIDDH KARE
SADHARE KAAM SIDDH KARE
SHRI GANESH DEVA
JAI GANESH JAI GANESH
JAI GANESH DEVA
MAATA JAAKI PAARVATI
PITA MAHADEVA
