1-2-3-4
Naa main jaanu, Naa tu jaane
Kis ghadi me hona hai kya?
Zindagi ke iss juey me,
Paana kya hai, Khona hai kya?
Naa main jaanu, Naa tu jaane
Kis ghadi me hona hai kya?
Zindagi ke iss juey me,
Paana kya hai, Khona hai kya?
Jo bhi hai khushiya unke
hi saaye me gham hai
Aaj jo muskuraaye unki
bhi toh aankhe num hai
Koi jaaye kahaan?
Hogi yehi zameen
aur yehi aasmaan
Naa main jaanu, Naa tu jaane
Kis ghadi me hona hai kya?
Zindagi ke iss juey me,
Paana kya hai, Khona hai kya?
Jo baat bhi hai, usme
sau maane chhupe
Haan chehro ke peeche kitne
hi chehre chhupe hain
Dhoke ka hai dhuaan
Dhundhla-dhundhla saa hai
Aankhon me har samaa
Naa main jaanu, Naa tu jaane
Kis ghadi me hona hai kya?
Zindagi ke iss juey me,
Paana kya hai, Khona hai kya?
Naa main jaanu, Naa tu jaane
Kis ghadi me hona hai kya?
Zindagi ke iss juey me,
Paana kya hai, Khona hai kya?
