Karaoke Dilbaro von Raazi — mit Songtext mitsingen auf Singa

Dilbaro Karaoke

Raazi
Song hat zwei oder mehr Sänger:innen

SongtexteDilbaro

Ungli pakad ke toone

Chalna sikhaya tha na

Dehleez oonchi hai yeh

Paar kara de

Baba main teri malika

Tukda hoon tere dil ka

Ik baar phir se dehleez

Paar kara de

Mud ke na dekho

dilbaro dilbaro

Mud ke na

dekho dilbaro

Mud ke na dekho

dilbaro dilbaro

Mud ke na

dekho dilbaro

Faslein jo kaati jayein

Ugti nahi hain

Betiyan jo byaahi jayein

Mudti nahi hain

Faslein jo kaati jayein

Ugti nahi hain

Betiyan jo byaahi jayein

Mudti nahi hain

Aisi bidayi ho to

Lambi judayi ho to

Dehleez dard ki bhi

Paar kara de

Baba main teri malika

Tukda hoon tere dil ka

Ik baar phir se dehleez

Paar kara de

Mud ke na dekho

dilbaro dilbaro

Mud ke na

dekho dilbaro

Mud ke na dekho

dilbaro dilbaro

Mud ke na

dekho dilbaro

Mere dilbaro

Barfein galengi

phir se

Mere dilbaro

Faslein pakengi

phir se

Tere paon ke talle

Meri dua chalein

Dua meri chalein

Ungli pakad ke toone

Chalna sikhaya tha na

Dehleez oonchi hai yeh

Paar kara de

Baba main teri malika

Tukda hoon tere dil ka

Ik baar phir se dehleez

Paar kara de

Mud ke na dekho

dilbaro dilbaro

Mud ke na

dekho dilbaro

Mud ke na dekho

dilbaro dilbaro

Mud ke na

dekho dilbaro

Jahr
2018
Sprache
Hindi
Genre
Bollywood
Länge
5:15
Versionen
Duett
Herausgeber:in
Zee Music Company