Mere bina mai
rehne laga hoon
teri hawa mein
behne laga hoon
Jaane main kaise
tera hua hoon
mujhe toh lagta hai
main shayad tere
dil ki dua hoon haa
Tujhko jo paaya
aha to jeena aaya
ab yeh lamha thehar
jaaye tham jaaye
bas jaaye hum
dono ke darmiyaan
Tujhko jo paaya
aha to jeena aaya
ab yeh lamha thehar
jaaye tham jaaye
bas jaaye hum
dono ke darmiyaan
Pehle se zyada
main jee raha hoon
jabse main tere
dil se jura hoon
Raahon pe teri
main toh chala hoon
tu meri manzil hai
tere kadmon pe bas
rukne laga hoon haan
Tujhko jo paaya
aha to jeena aaya
ab yeh lamha thehar
jaaye tham jaaye
bas jaaye hum
dono ke darmiyaan
Tujhko jo paaya
aha to jeena aaya
ab yeh lamha thehar
jaaye tham jaaye
bas jaaye hum
dono ke darmiyaan
Teri nazar mein
nayi si adaa hai
naya sa nasha bhi
ghula hai
Kayi dino se
bandha tha baadal jo
tere hi baalon mein
khula hai
Teri haddon mein
meri basar hai
ab tujhe bhi
jaana kidhar hai
Jahan rahe tu
main woh jahan hoon
jise jiye tu
main woh samaa hoon
Teri wajah se
naya naya hoon
pehle kaha na maine ab
ye tumse kehne laga hoon
Tujhko jo paaya
aha to jeena aaya
ab yeh lamha thehar
jaaye tham jaaye
bas jaaye hum
dono ke darmiyaan
Tujhko jo paaya
aha to jeena aaya
ab yeh lamha thehar
jaaye tham jaaye
bas jaaye hum
dono ke darmiyaan
